Song Title: Sanam Re (Title Song)
Lyricist: Mithoon
Singer: Arijit Singh
Bheegi
bheegi sadkon pe main
Tera intezaar karun
Dheere dheere dil ki zameen.. ko
Tere hi naam karun
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re [x2]
Mera muqaddar sanwara hai yoonTera intezaar karun
Dheere dheere dil ki zameen.. ko
Tere hi naam karun
Khudko
main yoon kho doon
Ke phir na kabhi paaun..
Haule haule zindagi ko
Ab tere hawaale karun
Ke phir na kabhi paaun..
Haule haule zindagi ko
Ab tere hawaale karun
Tu mera Sanam hua re [x2]
Karam
re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re
Oo...
Tera mujhpe karam hua re
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re
Oo...
Tere
kareeb jo hone laga hoon
To
toote saare bharam re
Sanam
re, sanam re
Tu mera
sanam hua re
Sanam
re, sanam re
Tu mera
sanam hua re
O ho...
Baadalon
ki tarah hi toh
Tune mujhpe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh
Tune khushiyon se bhigaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh
Tune hosh ko udaaya hai
Tune mujhpe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh
Tune khushiyon se bhigaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh
Tune hosh ko udaaya hai
Naya savera jo laaya hai tu
Tere sang hi bitaane hain mujhko
Mere saare janam re
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re [x2]
Karam re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re
Oo..Tera mujhpe karam hua re
Sanam Re.. Sanam Re..
Tu mera Sanam hua re
Mere sanam re mera hua re
Tera karam re mujhpe hua ye [x2]
No comments:
Post a Comment